Pages

Saturday, May 26, 2012

Dukandar ki Paheli.

1 shaks ke paas paise nahi hai to wo ek dukaan me gaya.
Or dukaandar se pucha :
bread kitne ki hai..?
Dukandar : 5 rupye ki.
Wo bola mujhe ye bread do.
To dukandar ne de diya.
Usne bread liya or khaya nahi fir pucha ye kele(banana) kitne ki hai dukandar ne kaha panch rupye to us shaqs ne kaha ye 5 rupye ka bread le lo or mujhe 5 rupye ka kela de do..
Dukandar ne bread le kar kela de diya..
Wo shaqs khakar rupiye nahi dekar chal para to dukandar ne kaha bhai rupye to de do..
Wo shaqs ne kaha kis chiz ke rupye du..?
Dukandar ne kaha kele ke..
Wo shaqs ne kaha maine to tumhe 5 rupye ke bread wapas karke 5 rupye ka kela liya wo fir rupye kiu..?
Dukandar ne kaha to mere bread ka 5 rupye de do.
Wo shaqs ne kaha main bread ka 5 rupye kiu du main to tumko bread de diya...!

(ab dukandaar bechara bahoot pareshan hai ke kaise usse paise le agar koi aqalmand hai to use plz help kare) 
  Dukandar ko use kahna chahiye Ki usne 5-5 rs. Ki do chiz (matlab total 10 rs.Ki) lekar ek k b paise nhi diye aur ek chiz wapas kar di aur ek kha li isliye use ek chiz (jo usne khayi h) k paise to dene hi padenge.


No comments:

Post a Comment